A collection of Funny urdu Sms And Jokes
------------------------------------------------------------------------------
Qudrat Ne
Aurat ko Haseen Banaya.. !!!
Khubsurti Di..
Hirni Si Aankhein..
Resham Se Baal..
Gulab K Pankhriyon Se Hont..
Pyaar Bhra Dil Diya..
Phir Zaban Di:
Aur Sub Satya-Naas Ho Gaya :p
------------------------------------------------------------------------------
Boy.jan main tum se bohat mohabbat karta houn,tumharei khatir khuch be kar sakta houn.Girl;kia aasman se tarey tor ker la saktey ho.Boy;aasman se tu nae lekin tume zameen per tarey dikha sakta houn.
------------------------------------------------------------------------------
Life main ek baat hameshan yaad rakhna
Life main ek baat hameshan yaad rakhna
..
..
..
..
k
..
..
..
..
..
cream biscuit main cream hoti hai
lekin
..
..
..
..
..
..
tiger biscuit main tiger nahi hota...
-------------------------------------------------------------------------------
pathan samandr k kinare ja rha tha to ek barri si lehr aye and wo samundar k beechun beech chala gaya us k hath me machli aye or ussne machli ko bahr phek k kaha " ja tu apni jaan bacha hamara Allah malik hai" :))
---------------------------------------------------------------------------------
jisay dekho wo lar k ja rahee thee,
sath hee ek hath jar k ja rahi thee
khuttaa ye thee k main gali main khara tha,
aur meri aankh pharkay ja rahee thee


